
Hogi wo,
Duniya jahan tu mere saath hai..
Jahan mein, jahan tu,
Aur jahan, bass tere mere jazbaat hai,
Hogi jahan subah teri,
Palko ki, kirano mein,
Lori jahan chand ki,
Sune teri baahoin mein..
Jaane naa kahan wo duniya hai,
Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
Jahan meri zindagi mujhse,
Itni khafa nahi..
Lyrics: Javed Akhtar
Movie : Jaane Tu…Ya Jaane Na
No comments:
Post a Comment